Pages

આ બ્લોગ પર આપનું સ્વાગત છે. આ બ્લોગમાં શિક્ષણ, સાહિત્ય, જનરલ નોલેજ, વાર્તાઓ,ગમ્મત સાથે જ્ઞાન, વિવિધ યોજનાઓ અને ટેક્નિકલી માહિતી આપેલ છે.આપના સૂચનો અમને આવકાર્ય છે. આપનો અભિપ્રાય કે સૂચનો બ્લોગની નીચે આપેલ Contact Form માં મોકલો. આપનો શુભેચ્છક - Navin Prajapati.

Friday, February 21, 2020

Banaskantha jilla parichay

Banaskantha Jille ki Rachana :-
        1 May 1960 ke din Gujarat Rajya ki Sthapana Samay me Banaskantha Jille ki Rachana hui thi.

banaskantha Jille ki Utar me Rajasthan Rajy , Purva me Sabarkantha Our Mahesana Jilla , Dakshin me patan Jilla , Paschhim me Kachha Jilla ka Bada Ran he.

 Taluka:- 
   1. Palanpur, 2. Wav , 3. Tharad,  4. dhanera,  5. disa, 6. Diodar, 7. Shihori, 8. Danta, 9. Vadagam, 10. Amirgadh, 11. Dantivada, 12. Bhabhar, 13. Lakhani, 14. Suigam. 

Visheshata :- 
  
   Gujarat me se Banaskantha Jille me Sabase jyada Taluka he. Bajari, Bataka ke Utpadan me Banaskantha Jillo Gujarat me Pratham Sthan par he. Gujarat ki  Tin Shaktipitho me se aek shaktipith Ambaji banaskantha Jille me he.  Gujarat me matra  Palanpur ke pas Vulestonight khanij Milati he.  Banas Nadi ka Prachin Nam "Parnasha" he.  banaskantha Jille ki Paschhim me ardha Ran Vistar me Jyada Jagya me Uchanvala Bhumibhag dekhane ko melata he Us Bhumi bhag ko  "Godha ka medan" Kahate he. Gujarat me Grishm Rutu me Sabase Jyada Tapaman Disa me Nodhaya jata he. Gujarat me Ghas ka Sabase Jyada Utpadan Banaskantha Jille me Hota he. Gujarat me sabase Jyada Dudh aekatrit Karane vali  "Banas Dery" Banaslantha Jille me he. 

Abhyaranya :- 
   Gujarat me Banaskantha Jille me 1.Balaram Rinchha Abhyaranya,(Palanpur), 2.Jesor Rinchha Abhyaranya,(Ta. Amirgadh) Abhyaranya he.
Dekhane Layak Sthal :- 
 Balaram :-

        Balaram Sundar Vihar dhamhe. vruksho ke mul me se pragatata Zarana Vaheti nadi Shant shital ramaniy Prakruti saundarya yaha Akarshak he. yaha kotrshwar Mahadev mandir tatha Balaram Mahadev ka Mandir he. Yaha par Chandan ke Vruksh ka Jangal he. balaram Peles me Bhavy Hotal he. 
Ambaji :-

    Aravalli Girimala ke Arasur dungar par Ambaji mata ka Mahimavant prasidhdha Mandir he. a bharat ki 51 shaktipitho me se aek Shaktipith he. Is mandir ke Shikhar ko Sona se madha gaya he. Ambaji Gujarat ki sab kom ke mataji ka Bhakto ka Shradha kendra he. Ambaji me Araspahan and Taba ki khan he. 
Dantivada :- 
      Krushi Univercity ka Kendra he. 
Suigam :-


     Suigam me Nadeswari mata ka Prasidhdh Mandir he.
      Is visheshata ke karan Banaskantha jilla mahatv badh jata he.

No comments:

Post a Comment

4 de g

 Tsyrtuydhrtguddfgv ftudfugd ffyfdfh ffggdfgg ffguuughh